Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Tujhsa na koi kahin tujhsa na koi kabhi
Tu aadi aur aant hai Yeshu raaja
Tujhsa na koi kahin tujhsa na koi kabhi
Tu aadi aur aant hai
Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Instrumental –
Jaisa pani prithvi ko ghere
Teri mahima hume dikha
Sari srishti parchayi teri
Mahima pita ka tu hi hai
Jaisa pani prithvi ko ghere
Teri mahima hume dikha
Sari srishti parchayi teri
Mahima pita ka tu hi hai
Kal aaj aur hamesha
Teri ho mahima
Kal aaj aur hamesha
Teri ho mahima
Tu hai parakrami tu sarvashaktiman
Tu yogya hai sare mahima ke
Tu hai parakrami tu sarvashaktiman
Tu yogya hai sare mahima ke
Tujhsa na koi kahin tujhsa na koi kabhi
Tu aadi aur aant hai Yeshu raaja
Tujhsa na koi kahin tujhsa na koi kabhi
Tu aadi aur aant hai
Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Teri mahima teri prasansha
Karte rahu yeshu masih
Tu yogya hai tu yogya hai
Tu yogya hai Sari mahima ke
Tu yogya hai tu yogya hai
Tu yogya hai Sari stuti ke
1 thought on “Teri Mahima Chords | Sekel Jeet Ft. Praneet Calvin | Hindi Christian song”